Duniya Hindi Song

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Duniya Hindi song

By Jagadish

Duniya ek khel hain

Koi pass to koi fail

Kisi bhi disha mein ja

Logo ka samelan shuru

Charcha chalti hi rehti hain

Paisa hain ya duniyadari seekh

Duniya ka pehla usual hain

Paisa kaise kamayega

Jab tu bada hoga

Shiksha tera baap deta hain

Kya usse apni manmani karega

Ya kuch bankar karobar sambhalega

Duniya ka dusra usul hain shaadi

Jo bhi is duniya mein ata hain

Shaadi ka tofa jaroor kabool karta hain

Karni hain manmani shaadi ki

To naukri karni hain hamesha subah shaam


Duniya ka teesra usul hain naukri

Kaha se paida karega

Jab bheed itni sari nau se lekar paanch baje tak

Tik bhi payega ya nahi

Rishwat dekar di jane wali naukri bhi

Tikti sirf chaudah saal ke liye

Uske baad karobar sambhalne ke liye nikalna padta hain

Kar sakega to budape ki bimari muft mein milegi

Duniya ka chautha usul maa baap ka khayal

Karne ke liye paiso ki jaroorat hoti hain

Na kar saka to papa se udhar mangna padta hain

Pension ki plan maa baap se chura

Un par amal kar zindagi mein

Puch daal kitni rakm bank ke khate mein honi chahiye

Aur uske hisab se padayi aur naukri ki samagri bator

Duniya ka panchva usul ladki kaha se milegi

Ameer banna hain to kuch kar dikhana hain

Shaadi ke bandhan par ameer ban gaya

To finance ki duniya se ojuhl ho jayega

Pehle padayi karne se tikti hain biwi

Nakalchi bandar bana to biwi ka gussa satve asmaan par

Apna dimag ladane se milti hain kamyabi

Maa baap ka diya hua paisa har waqt karna hota hain teen guna bada
Duniya ka chatva usul kitne bache paida karoo

Ek bacha hua to jashn mana

Do se jyada chahiye to himaat utha ke kamana seekh

Biwi ko lagega dhaka aur padayi hogi bhi nahi puri

Bache jayega anathaalay aur koi unhe shiksha nahi dega poora

Ek bacha ho to saath mein palega do ho to tuititon school mein chuti

Ek hoga netratva karne wala aur doosra palega nalaykar kaamchor

Duniya ka satva usul insurance ki kamjori kyon

Vrukhsh jab ukhada jayega pura

Kisi ko nahi milegi kuch bhi seekh

Vigyaan adhura reh jayega

Aur kisi ko pata bhi nahi chalega

Vruksh hona swabavik

Aur vigyaan ko dete hain yeh seekh

Hamari shakha se unnati karke

Vigyaan ko age badayiye

Hum zameen se ukhaad diya

To puri history duniya ki barbaad

Usulo par bani hain yeh duniya

Koi aye ya jaye niyam to use hain puri karna

Jis desk ki nigrani wah kare

Sabne yahi hain seekha

Usulo par jo chale duniya mein sabko ek hi manzil hain pana

Dharti par kaise rehna


Duniya ek khel hain

Koi pass to koi fail

Kisi bhi disha mein ja

Logo ka samelan shuru

Charcha chalti hi rehti hain

Paisa hain ya duniyadari seekh

Duniya ka athva usul followers ko kaise sambhaloge

Wada karte hain ki ek se koi nahi jeet sakta

Sare vidyarthi ek se badkar ek shasak

Kisi ke paas followers ki ginti dus to kisi mein sau

Par hamesha duniya mein batwara hota rehta hain

Shasak ki yahi seekh hain ki usulo par tike rehne ke liye

Us par amal karke followers doonde

Aur unke bal bute par paisa ikhata kar duniya ka naam roshan kare

Ate hain is duniya mein paise lene aur shasak ban jaye to kya kehne

Usulo par bani hain yeh duniya

Koi aye ya jaye niyam to use hain puri karna

Jis desk ki nigrani wah kare

Sabne yahi hain seekha

Usulo par jo chale duniya mein sabko ek hi manzil hain pana

Dharti par kaise rehna


END OF DUNIYA HINDI SONG

You might also like