Lyrics

Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 5

Dil ka dariyaan behhi gyaa Rahonmein yoon joh tu mil gaya

Mushkil se mein samdhalatha haan Toot gaya hoon phir ek dafaa


Baat bighadi hain iss kadar Dil hain toota toote hain hum Tere bin ab lenge na
ek bhi dum
Tujhe kitana chhahe aur hum Tere bin ab lenge na ek bhi dum Tujhe kitana chhahe
aur hum
Tere saath hi jayenge khatam Tujhe kitana chhahe aur hum
Waqt hain kiya hum pe kaisa sitam Tumbhi jezaar ho barbaad ho hum
Jaane kis rasatein mujhko le jaayenge Bedisha yeh mere dagmagaate ye kadam
Saath deti parchayiyaan Aur meharnbaan ho rahe hum Tere bin ab lenge na ek bhi
dum Tujhe kitana chhahe aur hum
Tere saath hi jayenge khatam Tujhe kitana chhahe aur hum
Bekhayali mein bhi tera bhi khayal aaye Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal
aaye
Teri nazadikiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein fasale bhi tere bemisaal aaye
Mein jo tujhse door hoon kyu door mein rahoon
Tera guroor hoon aa tu fasala mitta Tu khawab sa mila kyun khawab toad doon
Bekhayali mein bhi tera bhi khayal aaye
Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal aaye Thodasa mein khafaa ho gaya apane aap
se
Thodasa tujhpe bhi bewajah me mallaaye Hain ye tadapan hain yeh uljhan
Kaise jeeloon bina tere Meri ab sab se hain anban
Ban te kyun yeh khuda mere Yeh jo log baag hain jungle ki aag hain kyun aag mei
jaloon
Yeh nakaam pyar mein khush hain yeh haar mein In jaisa kyun banu Raatein dengi
bata nindomein teri he baat hain
Bhuloon kaise tujhe tu toh khayalomein sath hain Bekhayali mein bhi tera bhi
khayal aaye
Kyun bhichadna hain jaroori yeh sawal aaye Nazron ke aage har ek manzar
Ret ki taraha bikhar raha hain Dard tumhara badan mein mere
Zeher ki tarah utar raha hain Aa zamaane aazmaale rooth ta nahi
Faasalon se hausla yeh toot ta nahi Na hian vo bewafa aur na main hoon bewafa
Woh meri yaad toh ki tarah chootatha nahi
Kyon chalatee hai pavan, kyon jhume hai gagan
Kyon machalta hai mann, naa tum jano naa ham
Kyon aatee hai bahar, kyon lutata hai karar
Kyon hota hai pyar, naa tum jano naa ham
Yeh madhoshiya yeh tanhaiya, tassabur me hai kisakee parchhaiya
Yeh bhiga saman umange jawan, mujhe ishk le ja raha hai kaha
Kyon gum hai har disha, kyon hota hai nasha
Kyon aata hai maja, naa tum jano naa ham
Dhadakta bhee hai tadapta bhee hai
Yeh dil kyon achanak bahakta bhee hai
Mahakta bhee hai, chahakta bhee hai
Yeh dil kya vafa ko samajhta bhee hai
Kyon milatee hain najar, kyon hota hai asar
Kyon hotee hai sahar, naa tum jano naa ham
Kyon chalatee hai pavan, kyon jhume hai gagan
Kyon machalta hai mann, naa tum jano naa ham
Kyon aatee hai bahar, kyon lutata hai karar
Kyon hota hai pyar, naa tum jano naa ham
Sitaro kee mehfil me gunjega tarana
Kee hothon pe aaya hai dil kaa phasana
Arre dil ne dil ko pukara, lo mai aaya milane dubara
Manjil pyar tumhara, mai hu sagar tum ho kinara
Ajab sham hai yeh pyar kee, pehlu me sabke yar kee
Ajab rat hai jajbat kee, dil me pyar hee pyar hai
Yeh pyar tumhara, yeh pyar hamara, hai khub najara
Jamana usika hai sara jamana, kee jisne bhee sikha pyar nibhana
Arre dil ne dil ko pukara, lo me aaya milane dubara
Kadam aaye hain, uss mod pe, ham tum hain yaha samne
Najar se najar bharne abb lagee, baate badhe hee raj se
Yeh raj tumhara, yeh raj hamara, kare hai kya ishara
Nishane pe dil hai, kee dil pe nishana
Divana hai apni hee, dhun me divana
Arre dil ne dil ko pukara, lo mai aaya milane dubara
Ek pal ka jeena phir to hai jana
Tohfa kya le ke jaiye dil ye batana
Khali haath aaye the hum khali haath jayenge
Bas pyar ke do meethe bol jhil milayenge
To hans kyun ki duniya ko hai hasana
Aye mere dil tu gaye ja A aye aa a aaye aa
Oh aankho me dilbar ka sapna bhi hai ha koi sapna bhi hai
Oh duniya me tera koi apna bhi hai han koi apna bhi hai
Ek chehra khas hai jo dil ke paas hai
Hotho pe pyas hai ek milne ki aas hai
Dilbaro ka magar kaha koi thikana
Aye mere dil tu gaye ja A aye aa a aaye aa
Oh jiwan khushiyo ka ek jhoka sa hai
Ha koi jhokha sa hai
Oh aur ye jhonka ek dhokha sa hai ha koi dhokha sa hai
Ye kaisi hai khushi jal jal ke jo bujhi
Bhujh bhujh ke jo jali milke bhi na mili
Dosto par kisi haal me na ghabrana aye mere dil tu gaye ja A aye aa a aaye aa
Ek pal ka jeena phir to hai jana
Tohfa kya le ke jaiye dil ye batana
Khali haath aaye the hum khali haath jayenge
Bas pyar ke do meethe bol jhil milayenge
To hans kyun ki duniya ko hai hasana
Aye mere dil tu gaye ja A aye aa a aaye aa
Janeman janeman palat teri nazar
Yaha hai dil tera dekhta hai kidhar
Mila le dil se dil pyar se pyar kar
Udhar to raat hai savera hai idhar
Janeman janeman palat teri nazar
Yaha hai dil tera dekhta hai kidhar
Janeman janeman ja ne man
Teri jawani ke sadke Janeman janeman
Hum bhi haseen kam nahi Janeman janeman
Hum bhi haseen kam nahi Janeman janeman
Arre teri jawani ke sadke Janeman janeman
Teri judai ka gam hai warna gam koi nahi
Bahut chalak hai ban raha bekhabar
Pyar ke jadu ka ho raha hai asar
Janeman janeman palat teri nazar
Yaha hai dil tera dekhta hai kidhar Janeman janeman janeman
Tere liye hi bani hu Janeman janeman
Mai sab me shamil nahi Janeman janeman
Dil se zara pooch apne kya me tera dil nahi
Naya hai silsila naya hai ye safar
Nayi hai manzile magar hai ek dagar Janeman janeman
Janeman janeman palat teri nazar
Yaha hai dil tera dekhta hai kidhar
Mila le dil se dil pyar se pyar kar
Udhar to raat hai savera hai idhar
Janeman janeman ja ne man Janeman janeman janeman janeman janeman janeman
Pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me
Pawan ke shor shor me, chale ham jor jor me
Gagan se dur
Wahan kya pyar milega, chaman kaa phul khilega
Jise dil dhoondh raha hai, kya woh dildar milega
La la la la la la la la............
Wahan sach honge sapne, banenge gair bhee apne
Dil kee barat sajegee, milenge sajan apne
Maine suna, kya suna
Jo kaha, kya kaha, jana hai bahut dur
Pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me,
Pawan ke shor shor me, chalen ham jor jor me,
Gagan se dur��.
Pyar ko pyar mile toh, najar kahee lag naa jaye,
Mile jivan me ham tum, kahee phir bichad naa jaye
La la la la la la la la............
Najar kya lage waha par, hai pyar hee pyar jaha par
Naa bichde milne wale, jaha ho sab dil wale
La la la la la la la la............
Toh chalo chale, ha chalen
Yu milke, ha milke, hoke khushee me chur
Pyar kee kashtee me, leharo kee mastee me,
Pawan ke shor shor me, chalen ham jor jor me
Gagan se dur���
Dil meraa har bar yeh sunne ko bekarar hai
Kaho naa pyar hai
Ha tumse pyar hai, kee tumse pyar hai
Inn pyaree baato me anjana ikrar hai Kaho naa pyar hai
Pyar jahan me hota nahee toh phir bolo kya hota
Duneeya me dil koyee kabhee naa dhadka hota
Dhadka hai dil aa yar mil, yeh pyar kaa ijhar hai Kaho naa pyar hai
Do premee do pagal kya karte hain bolo
Mujhse kya puchhte ho apne dil ko dadolo
Malum hai hamko tumhe kis bat kaa intejar hai Kaho naa pyar hai
Milte nahee ham tum toh phir bolo kya hota
Sach bolu phir apna khwab naa pura hota
Kehta hai mann apna milan duneeya me yadgar hai Kaho naa pyar hai
Dil meraa har bar yeh sunane ko bekarar hai Kaho naa pyar hai
Inn pyaree baato me anjana ikrar hai
Kaho naa pyar hai Kaho naa pyar hai
Ha tumse pyar hai, kee tumse pyar hai
Teri meri meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Ek ladka ek ladki ki yeh kahani hai nayee
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Teri meri meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Ek duje se hue judaa jab ek duje ke liye bane
Teri meri meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yeh milon dur hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dekhaya
Jab haqeeqat mein usse todna tha
Ek duje se hue judaa jab ek duje ke liye bane
Teri meri meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Teri meri baaton ka har lamha sab se rangjaana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas main tu hai har ek yaad mein tera afsaana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Saara din bit jaaye saari raat jagaaye
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmeyaan jo hai saare.....
Ek duje se hue judaa jab ek duje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas main tu hai har ek yaad mein tera afsaana
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Teri meri meri teri prem kahani hai mushkil
Do lafzon main yeh bayaan na ho paaye
Dil ka yeh kya raaz hai jaane kya kar gaye
Jaise andhero mein tum chaandni bhar gaye
Kare chand taaron ko mashur itna kyun
Kambakht inn se bhi khubsurat hai tu
I love you tu ru ru yeah yeah
Din bhar kare baatein hum phir bhi lagey baatein adhuri aaj kal
Mann ki dehlizon pe koi aaye na bas tum zaruri aaj kal
Abhr main hoon tu aasmaan hai paas hai tu par kahaan hai
Zidd meri tu nahin meri aadat hai tu I love you
Kabhi kabhi main khud se hoon yeh puchata main tere kaabil bhi hoon kya
Itna toh mujhe hai malum mil ke tujhe behtar main insaan bann gaya
Thoda thoda tujhse sikha pyaar karne ka tarika
Dil ke khuda ki mujhpe inaayat hai tu I love you
Dil ka yeh kya raaz hai jaane kya kar gaye
Jaise andhero mein tum chaandni bhar gaye
Kare chand taaron ko mashur itna kyun
Kambakht inn se bhi khubsurat hai tu
Aaknon ke panno pe...
tumne likha tha sau dafah..
Lafjon me jo ishq tha
Hua wo hose bayan
Khud se naraj hun..
Yu beaavaj hun..
Ye khamoshiya he saja
Dil hai ye sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahun bata
Ki tum ho hero mera
tum ho hero .. Hero ho mera..
Rahon me bhi har kadam
Mai tere sath chala
Haton me the ye haath magar
Phir bhi raha fasala
Sine mai hai chupe
Ehsaas pyar ke
Bin kahe tum sun le jara
Dil hai ye sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahun bata
Ki tum ho hero mera
Teri vajah se hai mili
Jine ki sab khwaishe
Banu tere dil me jagah
Hai ye meri koshishe
Mai bas mera banu
Bin tere na rahu
tume to mangi hai ye dua
Dil hai ye sochta
Phir bhi nahi pata
Kis haq se kahun bata
Ki tum ho hero mera

You might also like