Sad Poetry
Sad Poetry
Sad Poetry
Mittie meri qaber se koi chura reha hai mar ker bhi koi yad aa reha hai khuda ai
k pal ki zindgi dey de meri qaber se koi udas ja reha hai.
Roz hum nashay main hotay hai aur shaaam guzar jati hy
ik din shaam nashay main ho gi aur hum guzar jaien gay
Dosti ke bhi kuch andaz hote hain jagti ankhon main bhi khawab hote hai zarori n
ahin ke gham main hi aasu nikle muskrati ankhon main bhi silab hote hain
unhain tu fursat nahi hum se milnay ki or hamara waqt guzerta hai un ki faryad k
er k.ager aye wo meri mout pe tu keh daina abhi soye hain tumhain yad ker k
Haste haste ansu gir jaty hai jb ap k sath bitaye pal yad atay hain,
kia hua jo aj ap hamary sath nai,hum aj b apni dosti k tarane sabi ko sunaty hai
,...
**~~~~UDAAS~~ ~~*~~~~*~~~
Mere QAREEB to aao buhat UDaa$ hon mai..
bus aj toot k CHAHO buhat UDaa$ hon main
kisi b jhoote dilaase se DIL ko behlao,
koi kahani sunao buhat UDaa$ hon main,,
andheri RaaT hai kuch b nazer nahi aata,
satare tor k lao buhat UDaa$ hon mai,
suna hai prem nagar main KHUSHI b milti hai,
Muje yaqeen dilaao buhat UDaa$ hon mai,
ye sham yunhi guzer jaye gi DaBE Paon,
wafa ka geet gao buhat UDaa$ hon main..
Do kadam to sab chal lete hain per zindagi bhar ka saath koe nahi nibhata
Aghar roo kar bhulay jaati yaadein to haans kar koe ghum na chupata
Soch samaj lena kadam uthane se pely-kahen kho na jaho manzal aane se pely-mukhl
as dost se mehroom ho na jaho kahen-ye soch lena usy azmane se
pely-tumary seeny mein b dadkta ha ek dil-ye soch lena kisi ka dil dukhane se pe
ly-umar bar kon kis k leye rota ha ...Log sirf ansoon bahaty hein dafnany se pel
y
Guzray waqat ko Bhula Dena bi asan nahe hota,
Ghamoon ko hansi main chupa layna bhi asan nahin hota,
Zarori nahin k puri ho her khawish laykin,
Apni khawish ko Daba lena bi asan nahin hota,
Mana k tooty howay pholoon say khushboo nahin ati,
Mgr ketaboon main saja lena bi asan nahin hota.
"LOUT ANA"
Jab kabi tra dil ghbrae to lot ana.
Agr tuje mri yad aye to lot ana.
Kch wqt acha guzra hai sath tmhre.
Wo wqt yad aye to lot ana.
Ek wqt k lye dost bun jate hai subi log.
Agr kbi wo wqt yad aye to lot ana.
Tum se dur na hota agr ksmat sath deti to.
Agr kbi dil ki dharkn tez ho jy to lot ana.
Log to aksr sath nhi dte dil walo ka.Pas reh kr b agr koi sath na de to lot ana.
Najane tri itni yad kyn ati hai.
Agr ye paigam pohnch jaye to lot ana
Us ko pa kar ab khona nahi chate itna khush ho ker ab rona nahe chahte
ye aalam hai hamara un ki judaye main
Aankhon mai neend to hai par sona nahe chahte.
Hansi ne labon py
Aana chor diya.
Khabon ne palkon
py Aana chor diya.
Ab to Aati nhn
hichkiyan b
us na jb se
muskarana chor
dia
Sar jukao ga tu
pather deuta ho
jay ga
etna mat chaho
usa
wo bewafa ho jay
ga
ruth jana tu
muhabbat ki
alamat ha
maghar
kia khabar thi
mj ko
wo itna khafa ho
jay ga. . . . . . . .
Tanha rehna seekh raha hon,
mar k jena seekh raha hon,
Mang k pana seekh liya hai,
pa k khona seekh raha hon..
AANSOO *
Har khushi or Gham mai insaan ka saath dete hai
Behne se dil ka bojh halka hota hai
Ansoo" se pyar karo
kiyo k ye bin mange mil jate hai.....
Us ny kaha sun faqat Ehed nibanay kay liay lot kar mat ana...
wadon par lotnay walay majburi ki thakan sy lota kartay hain...
tum jao darya darya gumo,
jin ankhon main b dobo gy meri chahat awaz na dey gi...
per jab thak jao ,meri chahat yaad aey our dil ro dy...to lot ana...tab lot ana
E khuda aaj ye faisla ker de,use mera ya mujhe uska kar de,
bohat dukh sahay hein meine koi khushi ab to muqadar mein ker day,
bohat mushkil lagta hai us se door rehna,judai ke safar ko kam ker de
,jitna door chala gaya wo mujhse,use utna meray kareeb ker day,
nahi likha agar naseeb mein uska naam,to khatm ker ye zindagi aur mujhe fanah ka
r day
Google Clock
Gadgets powered by Google
Today, there have been 4 visits (5 hits) on this page!
Home Page||IP Tracker||Mini Google||Technology Reviews||Pakistan's ISP's||Mini Y
ouTube||The Kissing School||Seo Adsense||Heart Touching||Loan Policies
||Face Book Mini||Orkut Mini||Music Downloads||Fm Radio||Age Calculator||Yahoo B
ooters||Phone Directory||Online Messenger||Sms n Poetry|
|Softwares||Game Section||Forum||E-Cards||Guest Book||Islamic Section||GSM Gloss
ary||Contact||Counter||Adlante's Map||Site Map