IVY Ke Sholey

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

* IVY ke Sholey *

Scene-1:
//Character: Ramlaal & thakur
Props: Table, 2 Photos, Cup, Balti//

Entry with Sholey theme music

Thakur : Ramlaal...Ramlaal.....
Ramlaal: ji thakur shaab aaya.... (entry with bucket)
Thakur: ... abhi time nhi hua hai Ramlaal... ye dhaaga mujhey bhut pareshaan kr raha hai... isse
hataao..
Ramlaal: ji thakur shaab.
Thakur: ... trying to pick photo.... but fail... Ramlaal ye photo uthao... pta karo ye dono kaha hai...
inhe foran yaha bulao..
Ramlaal: ji thakur shaab.
Thakur... exit & call to Ramlaal...Ramlaal....time ho gya hai... & exit from the stage.
Ramlaal: aaya thakur shaab.
.....Music...Ammmmm + flush sound.

Scene-2:
//Character: Jai-Viru & Basanti

Ye dosti... song & dance... bike khaab hone pr…

Veeru: Jay... Gaadi kharab ho gya hai... ab ramghar kaisse pahucheyge hum...
Bansti Entry: .... Tanga sound... (mannag ke saath tumhara..song)
Jay: Excuse me Deviji
Bansti: yu ke ....ye kon bola...
Veeru: litni awesome hai yaar....
Jay : ....... hum ramghar jaa rahe hai, thakur shaabke yaha.. yahan koi uber ola udan khatola milega??

basanti : iss ubad-khabad raaste mein koi uber/ola nahin milega….yahan toh bas basanti ki dhano
daudti hai

jai : paise kitne lagenge

Bansti: waisse to yaha se hota to 50 rupey hai... pr aap 30 rupey de dena...kyuki ye tanga bhe
ramghar he jaa raha hai..

....Tangs sound... & exit from the stage.

scene 3:
//Character : Thakur-ramlal, Jai-Viru
Props : Newspaper, table, water jug and glasses balti
Thakur & Ramlaal on stage reading newspaper... & jay veeru entry with some music & dance ..

Jay: itna acha dance kiya ..talli nhi bajaoge…

ramlal claps
Viru : app kuchh nahin kahenge
Ramlaal: he is sleeveless...err speechless
veeru/Jay: we are so sorry.. thakur saab
Thakur: Mujhey Gabaar chahiein ... wo bhe jinda.
Jay: Kon Gabbar
Thakur: wahi jisne mujhey sleevless banaya.
Veeru: aacha jua haath hi kaate, pair bhe kaat deta to aate ka bora lagta.
Thakur: 50,000 inaam bhe milga.... Ramlaal..inki khatir daari karo.. thakur exit from
the stage.

Ramlaal/Jay/Veeru:
Jay: are tumhara kya role hai... is skit me...
Ramlaal: aree... mera bhut important role hai...
Veeru: kya keh rahe hoo.....
Ramlaal: are mere bina thakur ka patta bhe nhi hilta...
Veeru: achaa vo kaisse...vo kaisse...
Ramlaal: agar thakur pattey khelne baith jaye.... to unke pattey kon uthata hai....
Jay/Veeru: Kon...kon...btaao ..btaao...
Ramlaal: Meinnnnnnn..... agar thakur ko kuch sochna ho... to uska sir khujata-kon hai....
Meinnnnnnn..
Veeru: achaa-achaa...or batao aur batao..
Ramlaal: or to or thakur ko..mein he nehlata-dhulata hu....
Jay/Veeru: kyaaaaa......
..... flush sound......
Thakur: Ramlaal....Ramlaal..
Ramlaal: aaya thakur shaab....( balti uthakr ..exit from the stage)

scene 4:
PART-1:
Gabaar ka adda—
Character : Gabbar, Kalia, Shamba
Gabaar: kitne aadmi the….
Shamba : Sardar do!!
Gabbar : woh do, tum teen fir bhi khali haath wapas ….aaak thooo!!!!
50 - 50 kos dur…. jab raat ko bachha rota hai….tab maa kehti hai…….

Shamba: koi nahin darta tumhe….yea propaganda tumne khud faila rakha hai….

aur sunno….sarkar ne ek kodi ka inaam nhi rakhey tumpr…. ye gaon goan jakr..khud apna postar
chipkr aatey hai.. or ye 50 se nautanki start ki thi...or har saal zero bada bhadake...50000 tak nutanki
hogyi..... aur aajkal nya sauk laga hai... specially pahadoi pr jakr manikchand khatey hai... or ek din
jab meine pooncha ..upar jakr kyu khatey ho manikchand... to kehtey hai " Uchey Log Unchi Pasand"
aisse aissi batameeji kr rahe hai samjhey…

Gabaar: (frustrate Gabbar) SUAR ke BACHCHON…. puri fauj leke jaao aur unhe uthaake lao

PART-2: Veeru bandha hua hai.. basanti thadi hai gabar ke saath..
Character : All
Basanti: kyu ke.... yaha mujhey kyu bulaya... mein insta reel bna rahi thi...
shamba: Peechey to dekhoo....
Basanti: why is he hanged.?
Gabaar: are kehna kya chatey ho...
shamba: she is the asking the....why is he hanged the...
Gabaar: bhut katli nachaniyaa ho.... jara humko bhe dikhao 2-4 thumke..
Veeru: Basanti in kutto ke samne mat nachna...
---background voice: ye kutta kon bola...kon bola kutta....
Veeru: ohh sorry-sorry.... Basanti in dog JI ke samne mat nachna...
Basanti: Nhiiii.. mein mento naachungi....
gabar: ...only with action... "Music"
... ku-ku-ku... stop thn music change...
jab tak hai jaan jane jaha mein nachungi...
--Ghnata sound--
veeru: eeeeeeeehhhhh.... Background song (ghungroo toot gye.. jagjit)...
Basanti: kaissa tha mera dance ?
Gabaar: aaaaaakh thuuuu... isse acha to samba naach leta hai..
veeru: or ..Mein bheeeeee....
Gabaar: sorry bro.... ye haat mujhey kaatne he padeinge....
Veeru: nhi gabar....
Gabaar: ye haath mujhey de de veeru...
Veeru: nhiiiiiii.....
Gabaar: ye haath mujhey de de veeru...
Veeru: nhiiiiiii.....
Sannu deol entry: ...Yehhhhhh... Jeet movie sound ... Ye majdoor ka haath hai gabar... sona ko
piglakruska aajaar bada deta hai....ye takhat khoon paseene se kamai roti ki hai..
mere papa ko kisi ne haath lagay to ...kasam ganga mayiya ki... cheer dunga faad dunga..sabko ek
saath gaad dunga.
veeru: tu yaha kya kr raha hai pattar.... tu script kharaab kr raha hai... tu yaha se chala jaa.. or JAY ko
bhej.
JAy entry....
Veeru: JAy tu kaha tha abtak...
Jay: mein jaya ke saath ludo king khel rha tha...
Basanti: kitne inaam jeete
Jai : Saath karod
Veeru: kya 7 karod... yaha mera katne wala hai.....haath or tumeh ludo ki padi hai....
Gabaar: tumhara ye nautanki agar khatam ho gya ho to.... "SHALL I PROCEED"
Thakur with ramlaal entry..
Thakur: Ruk Jao Gabaar...
Gabaar: Aao Thankur... us din to bach gye... aaj tumharo taange kaatkr BEEN BAG bna deta
hu...hahahahaha
Basanti: Upssssss.... sorry imagin krke he hansi chhut gyi...
Thakur: gabar aaja maidan me.... pr mukabla barabri ka hona chahiyein...tu bhe ladega... bina haath
ke..
Gabaar: Manjoor hai....
---samba tie gabar hand..& put shaal on his sholder..
Dishub-dhisumb....
..Police siran....
Thakur: Gaon walo...tauhaar manane ka waqt aa gya hai...khushiya manao...
Jay: devio- or sajnno...issi baat pr Ganpati bappa morya kartey hai...
Thakur: Ramlaal...
Ganpati-bappa morya.......

You might also like