Shayari

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 10

UNKI EK MUSKHARAT PE MAR JAANE KO

JEE KARTA HAI


PHOOL BAN KE UNKI RAAHO ME BHIKAR
JAANE KO JEE KARTA HAI
EK PAL KO DEKH TITLIYA BAHAK JAATI HAI
JINKE HOOTO KO
CHOOKE UNKE HOONTO KO SIHAR JAANE
KO JEE KARTA HAI
AAKHON KE SAPNO KO BADLTE DEKHA HAI

LAASHO KE KAFNO KO BADLTE DEKHA HAI


JIS DOULAT KE KHATIR DUNIYA ME
LAAKHON APNE HAI
UN...
IN HOTO KE MUSKRANE KI KYON PHIKRA KARTE Ho

AB INKI MUSKRAHAT SE KOI ARAM NAHI HOTA


IS DIL DIWANE KA KYON JIKRA KARTE HO

IS DIL KI CHAHAT SE KOI KAAM NAHI HOTA (1)


shaam honey sey pehle loat ana
kisi k naam honay se pehle loat ana
hum tere intzar mein hain
anjan honey se pehle loat ana
subha sham rehti hai tere didar ki umid
din khatam honay se pehle loat ana
agar na loat pao to bas itna kar dena meri
akhri sans khatam hone se pehley loat
ana
(2)

~WOH WAQAT WOH LAMHEY AJEEB


HONGE~
~DUNIYA MEIN HUM KHUSH NASIB
HONGE~
~DOOR SE JAB ITNA YAAD KARTE HAIN
APKO~
~KYA HAL HOGA JAB AP HAMARE KAREEB
~HONGE~

(3)

Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai,


kagaz ki haveli hai, baarish ka zamana hai...

kya shart-e-mohabbat hai, kya shart-e-


zamana hai,
aawaz bhi zakhmi hai aur geet bhi gaana
hai...

Us paar utarne ki umeed bahut kam hai,


kashti bhi purani hai, tufaan ko bhi aana
hai...

Samjhe ya na samjhe wo andaaz mohabbat


ke,
ek shakhs ko aankhon se haal-e-dil sunana
hai...

Bholi si adaa koi fir ishq ki zid par hai,


fir aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai

(4)

Ae khat ja key unke hathon ko choom


lena
jab wo parhen to un key honton ko
choom lena
khuda na kare wo phar dein to
girtey girtey un key qadmon ko
choom leina
__________________

Aansu ke chand boondon se wo rishtaa


humara tod gaye
Tanha chhod ke humein gumon ko humara
keh gaye
Unki ye anokhi aada kya thi hum ab tak na
samajhe
Aur dardon ke baarish mein hum the ki akele
reh gaye
__________________

(5)

Aye dost tu bhee likha kar shayari


Mari tarah tara bhee naam ho jayaga
Log fakagay ande tamater
To raat ki subji ka intzaam ho gayaga
----------------------------------------------------------------

Kitne haseen hai aap


Khud ko duniya ki nazar say bachaya karo
Kajal lagana he kafi nahi
Gala main nibu mirch bhee latkaya karo

----------------------------------------------------------------

Ab to rooj girainge tere ghar par pathar


Arz kiya ha
Ab to rooj girainge tere ghar par pathar
Aam ka peed lagane ki jaroorat kya thee
-------------------------------------------------------------
ke baad ay dost aansoo mat bahana........
Agar yaad aaye mari to seedha uper chala
aana.........
Agar waha ma na dikhu to samajh lena to narak
ma ha !
------------------------------------------------------------------
(6)

Kitne haseen hai aap


Khud ko duniya ki nazar say bachaya karo
Kajal lagana he kafi nahi
Gala main nibu mirch bhee latkaya karo
------------------------------------------------------------------

Ab to rooj girainge tere ghar par pathar


Arz kiya ha
Ab to rooj girainge tere ghar par pathar
Aam ka peed lagane ki jaroorat kya thee
---------------------------------------------------------------------
ke baad ay dost aansoo mat bahana........
Agar yaad aaye mari to seedha uper chala
aana.........
Agar waha ma na dikhu to samajh lena to narak
ma ha !
------------------------------------------------------------------------

dua karte hain hum tanhai mein,dil duuba hai


gumon ki gehraai mein,hamein mat dhundo tum
duniya k bheer mein,hum milenge tumhe tumhari
parchai mein
pal pal tarse the us pal ke liye, pal aaya bhi to bas
ek pal liye, socha tha use zindgi ka haseen pal
bana lunga par wo pal bhi ruka to bas ek pal ke
liye.
----------------------------------------------------------------

(7)
door ho mujhse par dil se door nahi, pass ho mann
ke par mere pass nahi, tum nahi ho to sab kuch
hai wahi, par tum nahi to jaise kahin kuch bhi
nahi.
sathi wo nahi jo zindgi bhar ka sath nibhay, sathi
to wo hai zindgi ke kuch palon main bhi jeevan
bhar ka sath nibhay
----------------------------------------------------------------

Mujhe apni mohabbat ki khushboo se noor kardo


Tumse juda na ho sakoo itna majboor kar do
Meri nas nas main bas jaaye wafaa teri
Kisi or ki taraf na dekhun itna maghroor kar do
Kisi ki aas par jeene main kya rakha hai
Kisi ko darde dil sunane main kya raka hai
Adat si ban gayi hi udaas rehne ki
varna udaas rehne main kya rakha hai

Hasrat hai ke unko nazdeek se dekhain.


Nazdeek hon toh ankh uthai nahi jaati.
chahat pe kabhi bas nahi chalta hai kisi ka,
Lag jaati hai ye aag lagai nahi jaati.
----------------------------------------------------------------

(8)
Teri masoom nigahon ki kasam,
Mere dil ne kya, meri rooh ne bhi tujhse pyar kia,
Tamam umar tera intazaar kia,
Is intazaar mei janay kin kin se pyaar kia
----------------------------------------------------------------

pyar karna gunah tou nhi


kisi ko dil mai basana khata tou nhi
gunah hoga ye dunia ki nazaro mai
dunia wale bhi insaan hai khuda tou nhi
----------------------------------------------------------------

HAR RAAT CHANDNI NAHI HOTI.HAR


KISIMAI AAP JAISI BATT NAHI HOTI..NA
JANE KHUDA KAYA SAZA DE RAHA HAI, JO
AAP SE HAMARI MULAKAT NAHI HOTI..! IT
FOR MY ALL LOVELY FRIENDS.
----------------------------------------------------------------

lehro se milkar na woh bahe sakey na hum,


ek dujhe k dil mein na woh rahe na hum,
jeet lethe aasman ek din lekin,
palkoh ki khamoshi koh hotose na
woh kahe sakey na hum

(9)
Jo juldi mile woh hai gum, jo dair se mile woh hai
paisa,jo kisi kisi ko mile woh hai pyar, jo kismat se
mile woh hain,
koi hasrat nahin baaki tere aane ke baad ,kiska
karun intezaar tumhe paane ke baad ,kyun pyaar
mein jaan luta dete hain log, mujhe maloom hua
tujhe pane ke baad
----------------------------------------------------------------

mohabbat kya hai,ek dhoka hai,isme har ek


insaan rota hai,
kya mila kisiko mohabbat karke jisne nahi kiya
wo bhi kisiki daastan sun ke rota hai............

----------------------------------------------------------------

wo pyaar hi kya jisme duriya na ho,


wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,
wo dil hi kya jisme dard na ho aur wo din hi kya
js din aap ki yaad na ho.

----------------------------------------------------------------

You might also like